
Aayiye Ram Ji lyrics
Siya-Ram, jai Ram, jai-jai Ram
Siya-Ram, jai Ram, jai-jai Ram
Siya-Ram, jai Ram, jai-jai Ram
Siya-Ram, jai Ram, jai-jai Ram
Bhukhe ko khaana khilaaiye,
paani pilaaiye
pyaase ko, subah-shaam, ji
O, bhukhe ko khaana khilaaiye,
paani pilaaiye pyaase ko,
subah-shaam, ji
Ye kalyug ka daur mitaaiye,
duniya bachaaiye,
dharti pe aaiye,
Ram Ji
Ye kalyug ka daur mitaaiye,
duniya bachaaiye,
dharti pe aaiye,
Ram Ji
Teri zarurat hai, o o o,
tu hi man-murat hai, o o o
Teri zarurat hai, o o o,
tu hi man-murat hai, o o o
Sita Maa ki baatein bataaiye,
loriyaan sunaaiye,
karaaiye sair chaaro
dhaam ki
Ye kalyug ka daur mitaaiye,
duniya bachaaiye,
dharti pe aaiye,
Ram Ji
Jo tere charnon mein maatha na teke
Mitti mein milte huye maine dekhe
Jo log kehte hain, “Bhagwaan hai nahi”
Jo log Prabhu tera naam nahi lete
Teer koi aisa chalaaiye,
andhon ko dikhaaiye
shakti prabhu ke naam ki
Ye kalyug ka daur mitaaiye,
duniya bachaaiye,
dharti pe aaiye,
Ram Ji
Ram, Ram, Ram, Ram
O, Ram, Ram, Siya-Ram
Ram, Siya-Ram, Ram, Ram,
Ram Ram, Siya-Ram, Ram,
Ram, Ram
Ye dharti shaitaanon ka ghar ban gayi
Yahaan subah hi suraj dhalte hai,
Ram Tab khush nahi koi kisi se
yahaan Saare log ek-dooje se jalte hai, Ram
Tere naam se paani mein patthar tare
Tare kya vo jo teri bhakti kare
Mere prabhu, shaktiyaan apni prayog karo
Door duniya ke logo ke rog karo
rote huye logo ko hansaaiye,
raste dikhaaiye,
dharti pe aaiye,
Ram Ji
kalyug ka daur mitaaiye,
duniya bachaaiye,
dharti pe aaiye, Ram Ji
Ye kalyug ka daur mitaaiye,
duniyabachaaiye,
dharti pe aaiye, Ram Ji
Ram, Siya-Ram, Ram,
Ram, RamRam, Siya-Ram,
Ram, Ram, RamSiya-Ram,
Siya-Ram, Ram, Ram,
Siya-RamRam, Siya-Ram,
Ram, Ram, Siya-Ram
Ram, Siya-Ram, Ram, Ram, Ram
Ram, Siya-Ram, Ram, Ram, Ram
Writer(s): Jaani